Hello
Dosto, WhatsApp Ka Naya Update aaya hai. Jiske Baad agar aap apne WhatsApp ko
Upgrade yaani Update karte hai, to uske baad aap kisi ko bhi bheje gaye hue
message ko 7 minute ke ander delete kar sakte hai.

WhatsApp ke is naye feature
ka naam hai “Delete For Everyone”. Pehle is feature ko Beta Testing
ke liye launch kiye gaya tha. Lekin ab WhatsApp ne is feature ko officially
taur par sabhi ke liye launch kar diya hai. Is feature ko Android, Ios, aur
Windows ke liye diya gaya hai.

Aap sabhi ko bata den ki WhatsApp ne is feature ko
isliye shuru kiya hai, taaki galti se bheje gaye hue msg ko samay rahte wapas
liya ja sake. Yaani ki ab Users se agar koi message galti se send ho jata hai,
to wo us message ko 7 minute ke ander delete kar sakta hai.

Apne paas se bhi
aur saamne wale ke paas se bhi. Lekin Dosto, Ye feature aap tabhi use kar
payenge jab aapne aur saamne waale ne whatsapp ka latest version update karke
rakha hoga.

Is Feature ki Kuch Acchi Aur Khaas
Baate :
Baate :
- Text Message ke saat-saat Photos, Videos, GIF, Documents, ko bhi
Delete kiya ja sakta hai.
- Ye Feature Individual chat par hi nahi balki Group Chats me bhi
kaam karega.
- Bheje gaye message ko 7 minute ke ander delete karna jaroori hai,
uske baad ye feature kaam nahi karega.
- Aapka aur saamne waale ka (Dono Ka WhatsApp) update hona chaiye.
- “Delete For Everyone” par click karne se Dono ke phone se
msg delete ho jayega.
- Photos, Videos, GIF, aur Documents, ko delete for everyone karne se
samne waale ke wahtsapp se hi nahi balki uske phone gallary se bhi delete
ho jayega.
Is Feature ka laabh uthane ke liye
whatsapp ka latest version dono ke smartphone me install hona chahiye. Isme
Text message ke saat saat sabhi format ke msg ko delete kiya ja sakta hai chahe
wo photos, videos ho ya documents.

Text ke alawa other format ke msg ko delete
karne par saamne waale ke, phone gallery se wo msg delete ho jayega.

To Dosto ye the WhatsApp ke naye update
ka naya feature. Halanki, Facbook me ye feature kab tak ayega ye abhi saaf nahi
hai. WhatsApp duniya ka sabse bada messaging App me shumaar hai. Isme
daily lagbhag 1 Billion se bhi jyada log chat karte hai.

Is Feature ko kaise use karen ↓↓↓↓↓ Video se samajhiye
Ummeed karta hun ki aapko ye article/post jaroor pasand ayi hogi. Aapka koi sawaal ya sujhaw ho to aap hame comment karke jaroor bataye. Is post ko apne sabhi dosto ke saat sahre karen taaki unhe bhi pata chale ki is feature ko kaise use karna hai.
Related Post